Jai Hindi Ki sena Shershaah Movie song Lyrics

Mr.Satish ahir
0

 JAI HIND KI SENAA LYRICS


Swadharme nidhanam shreyah

Swadharme nidhanam shreyah


Jai jai jai

Jai jai jai


Jai jai jai


Swadharme nidhanam shreyah

Jai jai jai

Swadharme nidhanam shreyah


Sooraj ki tarah jalta jaa tu

Aandhi ki tarah badhta jaa tu

Chalta jaa tu chalta jaa

Yeh dharam hai tera ladta jaa


Sooraj ki tarah jalta jaa tu

Aandhi ki tarah badhta jaa tu

Kadam yeh tere kabhi rukein na


Jai Hind ki senaa

Jai Hind ki senaa

Jai Hind ki senaa


Bankaron pe bomb gira ke

Bol zindabad tu

Shershah hardam rahega

Sarhadon ko yaad tu


Phoonkta jaa phoonkta jaa

Zalimon ki bastiyan

Dushmanon ko kya pata hai

Aag ki aulad tu


Bankaron pe bomb gira ke

Bol zindabad tu

Shershah hardam rahega

Sarhadon ko yaad tu


Phoonkta jaa phoonkta jaa

Zalimon ki bastiyan

Dushmanon ko kya pata hai

Aag ki aulad tu


Ghaav badan pe sehta jaa tu

Bharat Bharat kehta jaa tu

Parvat parvat chadhta jaa tu

Veer bahadur ladta jaa


Shapath hai tujhko is maati ki

Ladna jab tak jaan hai baaki

Dam ruk jaayein kadam ruke na


Jai Hind ki senaa

Jai Hind ki senaa

Jai Hind ki senaa


Written by:

Manoj Muntashir


   

MORE SONGS FROM 'SHERSHAAH'

Raataan Lambiyan - Jubin Nautiyal, Asees Kaur

Ranjha - B Praak, Jasleen Royal

Mann Bharryaa 2.0 - B Praak

Kabhii Tumhhe - Darshan Raval

"JAI HIND KI SENAA" SONG INFO

Singer : Vikram Montrose

Album : Shershaah

Lyricist : Manoj Muntashir

Music : Vikram Montrose

Cast : Sidharth Malhotra, Kiara Advani

Music Label : Amazon Prime Video India


Post a Comment

0 Comments
Post a Comment (0)
Our website uses cookies to enhance your experience. Learn More
Accept !