Sanwaar De Song Lyrics Meaning In Hindi English
Sanwaar De Brand New Punjabi Song By Ravi Sajjad Ali. Sanwaar De Song Sung By Ravi Ajjad Ali. "SANWAAR DE SONG LYRICS" Written by Sajad Ali. Sanwaar de song music composed by sajjad ali. Sanwaar de lyrics in hindi. Sanwaar de lyrics in english, sanwaar de song lyrics meaning in hindi. Sanwaar de song lyrics in english.
"SANWAAR DE" SONG INFO
Singer : Sajjad Ali
Lyrics : Sajjad Ali
Music : Sajjad Ali
Director : Umer Butt
Music Label : Sajjad Ali
Sanwaar De Lyrics In Hindi English
Meri zindagi mera pyaar tu
Meri aashiqui ka hai saar tu
Maine jo kiya use bhool ja
Maine jo kaha use maaf kar
Teri rehmaton ka sawal hai
Teri aashiqui ka khayal hai
Tu raheem hai tu kareem hai.
Meri zindagi ko sanwaar de
Sanwaar de, sanwaar de
Sanwaar de, sanwaar de
Mujhe khwahishon ne nigah di
Mujhe dar badar mein panah di
Mujhe sochne bhi nahi diya
Maine kya kiya, maine kya kiya
Mujhe roshni ka yaqeen de
Mere raaste ko zameen de
Tu raheem hai tu kareem hai
Meri zindagi ko sanwaar de
Sanwaar de, sanwaar de
Sanwaar de, sanwaar de
Sanwaar de, sanwaar de
Sanwaar de, sanwaar de x(4)
Soye jo akela, jannaton mein khela
Aise hi kisi ka waasta,
Paida ho gawahi, tere ghar se aayi
Aise hi kisi ka waasta
Teri jo razaayein hain,
Haan meri duain hain
Haan.. Haan.. Haan..
Sanwaar de, sanwaar de
Sanwaar de, sanwaar de
Sanwaar de, sanwaar de
Sanwaar de, sanwaar de x(6)
