Blanko Lyrics In Hindi English - King

Mr.helper
0

 Blanko Lyrics Meaning In Hindi English 



Blanko Lyrics: The song is sung by King, and has music by Section 8 while King has written the Blanko Lyrics. The music video of the Blanko song is directed by Miikey , and it features King and Drutika Singh.



"BLANKO" SONG INFO

Singer : King

Lyrics : King

Director : Miikey

Star : King, Drutika Singh

Music Label : King


BLANKO LYRICS


Sach bol na jaana 

Tu mujhse door kyun hai? 

Tu ek din mil jayegi 

Yeh mera fitoor hai


Maahi ve 

Jo tu na mila 

To phir kya hua? 

Teri yaadon mein 

Main jeeta raha


Tere naam ki 

Jo bheji dua 

Sach ho na saki 

Main karta bhi kya


Maine din bhi sudhaar liye 

Kapde bhi sanwaar liye 

Abhi kitna kama rahe 

Tune chhote hi sawaal kiye


Tera zikar chhupa liya 

Aur khudse malaal kiye 

Na soch sakoge tum 

Humne itne kamaal kiye


Afsos hota hai bas humein iss baat ka 

Tum dil mein jaana kabhi nahi jhaanke 

Tum humse aisa pyaar kabhi kar na sake 

Jaisi tum humse karte thhe baatein


Sach bol na jaana 

Tu mujhse door kyun hai? 

Tu ik din mil jayegi 

Yeh mera fitoor hai


Maahi ve 

Jo tu na mila 

To phir kya hua 

Teri yaadon mein 

Main jeeta raha


Tere naam ki 

Jo bheji dua 

Sach ho na saki 

Main karta bhi kya


Faslon mein 

Bhi raza teri 

Mushqilon mein 

Kyun wafa meri


Main hasun na 

Khwahishein teri 

Tu roye na, yeh dua meri


Jo mujhse door jayegi 

To jaana toot jayegi 

Yeh duniya hai khayalon ki 

Tu sach mein rooth jayegi


Main tujhse kya chhupaunga 

Tu mujhko kya btayegi 

Tu jab bhi aankhein band karle 

Saamne mujhko payegi


Sach bol na jaana 

Tu mujhse door kyun hai 

Tu ek din mil jayegi 

Yeh mera fitoor hai


Maahi ve 

Jo tu na mila 

To phir kya hua 

Teri yaadon mein 

Main jeeta raha


Tere naam ki 

Jo bheji dua 

Sach ho na saki 

Main karta bhi kya


Jo tu na mila 

To phir kya hua 

Teri yaadon mein 

Main jeeta raha


Tere naam ki 

Jo bheji dua 

Sach ho na saki 

Main karta bhi kya







Tags

Post a Comment

0 Comments
Post a Comment (0)
Our website uses cookies to enhance your experience. Learn More
Accept !